Friday, June 19, 2009

Kahin door jab din dhal jaye

F Gm
Kahin door jab din dhal jaye
Bb C F
Saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye
Am Gm F
Mere khayalon ke aangan me
C G Bb F
Koi sapno ke deep jalaye deep jalaye

Kahin door...

Dm
Kabhi yoon hi jab hui bojhal sansey
Bb C
Bhar aaye baithey baithey jab yoon hi aankhe (Repeat)
Am Gm F
Tabhi machal ke pyar se chalke chhooey koi mujhe
C G Bb F
Par nazar na aaye nazar na aaye

Kahin door...

Kahin to ye dil kabhi mil nahi paate
Kahin pe nikal aaye janmon ke naate
Hey mithi uljhan beri apna man apna hi hoke sahe
Dard paraye dard paraye

Kahin door...

No comments:

Post a Comment